Masroof Hai Wo Din Raat Usay Waqt Kahan Hai
Wo Mujh Se Karay Baat Usay Waqt Kahan Hai
Betabi E Dil Ka Usay Andaza Nahi Hai
Wo Samjhay Meray Jazbat Usay Waqt Kahan Hai
Moujon Main Tarapta Huwa Main Doob Raha Hoon
Thamay Wo Mera Hath Usay Waqt Kahan Hai."





