Ye Baat Samajh Me Aayi Nahi
Aur Mummy Ne Samajhai Nahi
Mai Kaise Mithi Baat Karu
Jab Mithi Chiz Koi Khai Nhi
Ye Chand Kaise Maamu Hai
Jab Mumy Ka Wo Bhai Nahi
Kyu Lambe Baal Hai Bhaalu Ke
Kyu Usne Triming Karai Nahi
Kya Wo Bi Ganda Bachha Hai
Ya Jungle Me Koi Naai Nahi
Nana Ki Biwi Jab Nani Hai
Dada Ki Biwi Jab Dadi Hai
Papa Ki Biwi Kyon Papi Nahi
Samundar Ka Rang Kyu Neela Hai
Jab Neel Kisi Ne Milai Nahi
Jab School Me Itni Neend Aati Hai
Toh Kyu Bed Waha Rakhwai Nahi
Ye Baat Samajh Mein Aayi Nahi
Aur Mummy Ne Samjhai Nhai
Aur Mummy Ne Samajhai Nahi
Mai Kaise Mithi Baat Karu
Jab Mithi Chiz Koi Khai Nhi
Ye Chand Kaise Maamu Hai
Jab Mumy Ka Wo Bhai Nahi
Kyu Lambe Baal Hai Bhaalu Ke
Kyu Usne Triming Karai Nahi
Kya Wo Bi Ganda Bachha Hai
Ya Jungle Me Koi Naai Nahi
Nana Ki Biwi Jab Nani Hai
Dada Ki Biwi Jab Dadi Hai
Papa Ki Biwi Kyon Papi Nahi
Samundar Ka Rang Kyu Neela Hai
Jab Neel Kisi Ne Milai Nahi
Jab School Me Itni Neend Aati Hai
Toh Kyu Bed Waha Rakhwai Nahi
Ye Baat Samajh Mein Aayi Nahi
Aur Mummy Ne Samjhai Nhai