Guftago Achi Lagi Zoq E Nazar Acha Laga
Mudaton K Baad Koi Humsafar Acha Laga
Zindagi Ki Beysar O Samaniyon K Bawajood
Aaj Tum Aayay To Mujh Ko Apna Ghar Acha Laga
Manzilon Ki Baat Choro Kis Ne Payein Manzilain
Ek Safar Acha Laga Ek Humsfar Acha Laga."