Usy Apny Dard Ki Fikar Thi Wo Jo Mera Waqif E Hal Tha.
Wo Jo Uski Subho Arouj Thi Wohi Mera Waqt E Zawal Tha.
Mera Dard Wo Kaisy Janta Meri Baat Wo Kaisy Manta.
Wo To Khud Fana K Safar Main Tha Usy Rokna B Mahal Tha.
Kahan JaoGy Mjhe Chor Kar Main Pooch Pooch K Thak Gya.
Wo Jawab Mujhko Na De Saka Wo To Khud Sarapa E Sawal Tha,
Wo Mila To Sadiyon Baad B Mere Lab Pe Koi Gila Na Tha.
Usy Meri Chup Ne Rula Diya Jisy Guftugu Me Kamal Tha..."