Ik Pathan Quaid e Azam k Mazar ja kar dua kar rha tha
Mera Prize Bond hr soorat me nikalna chahiye
Jaisay hi wo Mazar se bahir aya ksi ne us ki jaib se Prize bond nikaal lya
Wo dobara Mazar par gya aur bola,
“JINNAH SAHIB”
pehley puri baat to smjh lya karain …





